valentines day love shayari 2013 - Love sms in shayari

valentines day love shayari 2013 - Love sms in shayari 

Valentines day sms, valentines day love sms and valentines day love shayaris are very important for the lovers and the persons who believes to say Happy Valentines Day 2013 to your dear one on this day of love. here is the list of the valentines day love shayari and valentines day love sms 2013 in hindi to wish them.

Kaise kahe ki aap kitni khubsurat hai,
Kaise kahe ki hum aap pe marte hai,
Ye to sirf mera dil hi janta hai,
Ki hum aap pe hamari jawani qurban karte hai



Chupke Se Jo Mangi Hai,
Un Duao Me Tum Ko Pana Hai,
Tum Rooth Ke Mujse Na Jao,
Muje Sath Tumhara Pana Hai,
Tum Laut Ke Wapis Aa jao,
Muje “Hamsafar” Tumhe Bnana Hai



Kya Hai Dil Ki Haalat Bataana Nahi Aata,
Kisi Ko Aise Tadpana Nahi Aata.
Sunna Chahte Hai ek Baar Fir Aawaz Uski,
Magar Baat Karne Ka Bahaana Bhi Nahi Aata.



Aur kuch nahi chahiye ek muskan hi kafi hai,
dil main bas ek Tamanna hi kafi hai,
Tamanna hai ye ki aap sada kush raho,
hamen yaad rakhna ye ehsaan hi kafi hai



Dil se dil ki doori nahi hoti,
Kash koi majburi nahi hoti
apse abi milne ki tamanna hai
Lekin kehte hain na k har tamanna puri nahi hoti



Sada subah sharifi wala par sadi akh shikari.
Tande di har naddi sade agge dil hari.
 Kis kis da dil toda me te kis nal lawa yari.
 Jisnu chaunde ha o akar kardi. Ohdi kismat mari.
 Dil vaar vaar kre khyal ohda meri eho bimari.
 Ohde pich lag k jot ne khadi satt karari



Ek adaa aapke dil churane ki,
Ek adaa aapke dil main bus jane ki,
Chehra aap ka chand
Or Zid hamai chand ko pane ki.



Rulana Har Kisi Ko Ata Ha
Hasana Har Kisi Ko Ata Ha
Rula K Jo Mana Le Wo Sacha Yar Ha
Or Jo Rula K Khud B Aansu Bahaye
” Wo Sacha Pyar Ha ”


chahaton ne kiya mujh pe aisa asar,
jahan dekhon mein dhekon tujhe humsafar.
meri khamoshiyan bhi zabaan ban gaein,
meri becheniyan daastaan ban gaein.

Thiis is the list of the new latest and funny valentines day love shayari 2013 - Love sms in shayari to be shared in the valentines day 2013.